Hume mila kya.

Aj Hum bade hochuke h.
Kabhi Kabhi SochTehne, chote the Kitna Achatha.
Kabhi Hum kisike Isarepe nachtethe, to kabi koi aur hamre isarepe.
Hum chote the kitna acha tha kabhi kisike cherepe muskan detethe to kabhi hamre cheherepe koi.
Abhibhi o choti choti galtiya o sararat yad atah. aur yad atah o din jab kisike puchne par bothe the bade hokar kya bane bala sawal ka jabab.
Tab sochtethe ki jab bade hojayenge to pankh mil jayegi udne keliye. Par pata nhi kab dhire dhire hum bade hote gaye aur udne se dar badhta gaya.
Hume mila kya

O bachpan o skl ki yade.
O dostonke bich me ladhai aur o pyarki bate.


Aj hum bade hochukehne.

Sab log apne apne lyfki race me bhag ne lage hne.
Aur dhire dire o bachpan me diya hua sawal ka jawab bhul ne lagne h.
Koi samaj ke dar se apni lyf ko dusro ki jesa banane laga h to koi apne ap me khone.

Kabhi pucha h aj tak hume mila kya h.

Click here for Audio



6 comments:

  1. Bahut yaad aati hai woh bachpan ki yaadein 😍😊😍

    ReplyDelete
  2. Bachpan k yadon ko dil se maat zuda karna, jab yaad doston k aye(childhood) to milne k dua karna ...🙃☺️

    ReplyDelete
  3. Bachpan me toh hum jee rahe the
    Ab bass zinda hai

    ReplyDelete
  4. Abhi bi jee rahe hne ye bat firse 10 yr ke bad yad ayegi

    ReplyDelete